Monday, 5 November 2018

Mobile shorting kya hai, aur kitne types ki hoti hai?


jab koi parallel component kà resistance zero ho jata hai toh shorting ho jati hai.

types:

1. full shorting
2. half shorting


1. full shorting:  jab postive point aur nagetive points aapas mein mil jaate hain toh use full shorting kehte hain.

2 half shorting : jab positive aur nagetive points mein 250 se kam countinity aaye  ya prob change krke same value aaye toh half shorting hoti hai

No comments:

Post a Comment