Monday, 11 December 2017

How To Confirm that, There is Problem with CPU Or Monitor in No Display Situation.

1. Sabse Pehle Previous Post mein jaan le ki computer ko kis tarah connect karna hai. ab usi Tareeke se computer ko connect karein.

2. Ab aap CPU ka Power Button press karein.

3. ab aap check karein ki aapke keyboard mein num lock signal ki led blink ho rhi hai ya nhi.


Numlock signal


4. confirm krne ke liye 4-5 baar numlock button ko press karein. agar led blink ho rhi hai toh aapki led ya monitor mein koi problem hai.

5. Agar keyboard mein koi led blink nhi ho rhi hai toh problem aapke cpu mein hai.

6. Confirm krne ke liye alag keybord aur alag monitor lga kar check kar lein.

7. Agar, Keyboard mein light bhi aa rhi hai aur led bhi sahi hai, toh is case mein problem aapki VGA wire ya VGA port mein hai.

VGA cable


  VGA PORT



8. Is condition mein hum new VGA Cable Lgayenge ya hame apne CPU mein VGA ya Graphic Card lagana Padega.





Thanks For Visit

3 comments: